May 19, 2024

श्री शालिग्राम जी की आरती | Shri Shaligram Ji Ki Aarti

शालिग्राम सुनो विनती मेरी ।
यह वरदान दयाकर पाऊं ॥

प्रात: समय उठी मंजन करके ।
प्रेम सहित स्नान कराऊँ ॥

चन्दन धुप दीप तुलसीदल ।
वरन -वरण के पुष्प चढ़ाऊँ ॥

तुम्हरे सामने नृत्य करूँ नित ।
प्रभु घंटा शंख मृदंग बजाऊं ॥

चरण धोय चरणामृत लेकर ।
कुटुंब सहित बैकुण्ठ सिधारूं ॥

जो कुछ रुखा सूखा घर में ।
भोग लगाकर भोजन पाऊं ॥

मन वचन कर्म से पाप किये ।
जो परिक्रमा के साथ बहाऊँ ॥

ऐसी कृपा करो मुझ पर ।
जम के द्वारे जाने न पाऊं ॥

माधोदास की विनती यही है ।
हरी दासन को दास कहाऊं ॥

॥ इति श्री शालिग्राम आरती संपूर्णम् ॥

Shri Shaligram Ji Aarti In English

Varna Varna Ke Pushpa Chadhaun.
Shaligram Suno Vinati Meri.

Pratah Samay Uthi Manjan Karke.
Prem Sahit Sanaan Karau.

Chandan Dhoop Deep Tulsidal.
Varan Varan Ke Pusp Chdaoo.

Tumhre Saamne Nritya Karu Nit.
Prabhu Ghanta Sankh Mridang Bajaoon.

Charan Dhoy Charnamrit Lekar.
Kutumb Sahit Bakunath Sindaaru.

Jo Kuch Rukha Sukha Ghar Me.
Bhog Lagakar Bhojan Paaoon.

Mann Vrachan Karm Se Paap Kiye.
Jo Parikarma Ke Sath Bahaau.

Aisi Kripa Karo Mujh Par.
Jam Ke Dwaare Jaane Na Paau.

Madhavdas Ki Vinti Yahi Hai.
Hari Daasan Ko Daas Khaau.

!! Iti Shri Shaligram Aarti !!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *