जय सन्मति देवा, प्रभु जय सन्मति देवा ।
वर्द्धमान महावीर वीर अति, जय संकट छेवा ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
सिद्धार्थ नृप नन्द दुलारे, त्रिशला के जाये ।
कुण्डलपुर अवतार लिया, प्रभु सुर नर हर्षाये ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
देव इन्द्र जन्माभिषेक कर, उर आनंद भरिया ।
रुप आपका लख नहिं पाये, सहस आंख धरिया ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
जल में भिन्न कमल ज्यों रहिये, घर में बाल यती ।
राजपाट ऐश्वर्य छोड़ सब, ममता मोह हती ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
बारह वर्ष छद्मावस्था में, आतम ध्यान किया ।
घाति-कर्म चूर-चूर, प्रभु केवल ज्ञान लिया ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
पावापुर के बीच सरोवर, आकर योग कसे ।
हने अघातिया कर्म शत्रु सब, शिवपुर जाय बसे ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
भूमंडल के चांदनपुर में, मंदिर मध्य लसे ।
शान्त जिनेश्वर मूर्ति आपकी, दर्शन पाप नसे ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
करुणासागर करुणा कीजे, आकर शरण गही ।
दीन दयाला जगप्रतिपाला, आनन्द भरण तु ही ॥
ऊँ जय सन्मति देवा…
॥ इति श्री महावीर स्वामी आरती संपूर्णम् ॥
Mahavir Swami Ji Aarti In English
Jai Sanmati Devaa, Prabhu Jai Sanmati Devaa.
Vardhmaan Mahavir Veer Ati, Jai Sankat Chevaa.
Om Jai Sanmati Devaa…
Siddharath Nrap Nand Dulare, Trishalaa Ke Jaaye.
Kundalpur Avataar Liyaa, Prabhu Surnar Harshaaye.
Om Jai Sanmati Devaa…
Dev Indra Janmaabhishek Kar, Ur Pramod Bhariyaa.
Roop Aapaka Lakh Nahi Payen, Sahas Aankh Dhariyaa.
Om Jai Sanmati Devaa…
Jal Mein Bhinn Kamal Jo Rahiye, Ghar Mein Baal Yati.
Rajpaat Aishwarya Chod Sab, Mamata Mog Hati.
Om Jai Sanmati Devaa…
Bhaarah Varsh Jhadma – Vasthaa Me, Aatma – Dhyaan Kiyaa.
Ghaati – Karm Choor – Choor, Prabhu Keval Gyaan Liyaa.
Om Jai Sanmati Devaa…
Paavapur Ke Bheech Sarovar, Aakar Yog Kase.
Hane Aghatiyaa Karm Shatru Sab, Shivpur Jaaye Base.
Om Jai Sanmati Devaa…
Bhoomandal Ke Chaandanpur Mein, Mandir Madhya Base.
Shaant Jineshwar Murti Aapki, Darshan Paap Nase.
Om Jai Sanmati Devaa…
Karunasagar Karuna Keeje, Aakar Sharan Gahee.
Deen Dayalaa Jagpratipalaa, Anand Bharan Tu Hee.
Om Jai Sanmati Devaa…
!! Iti Shri Mahavir Swami Aarti !!