November 21, 2024

मां चंद्रघंटा की आरती | Maa Chandraghanta Ki Aarti

जय मां चंद्रघंटा सुख धाम ।
पूर्ण कीजो मेरे सभी काम ॥

चंद्र समान तुम शीतल दाती ।
चंद्र तेज किरणों में समाती ॥

क्रोध को शांत करने वाली ।
मीठे बोल सिखाने वाली ॥

मन की मालक मन भाती हो ।
चंद्र घंटा तुम वरदाती हो ॥

सुंदर भाव को लाने वाली ।
हर संकट मे बचाने वाली ॥

हर बुधवार जो तुझे ध्याये ।
श्रद्धा सहित जो विनय सुनाएं ॥

मूर्ति चंद्र आकार बनाएं ।
सन्मुख घी की ज्योति जलाएं ॥

शीश झुका कहे मन की बाता ।
पूर्ण आस करो जगदाता ॥

कांचीपुर स्थान तुम्हारा ।
करनाटिका में मान तुम्हारा ॥

नाम तेरा रटूं महारानी ।
भक्त की रक्षा करो भवानी ॥

॥ इति मां चंद्रघंटा आरती संपूर्णम् ॥

Maa Chandraghanta Aarti In English

Jai Maa Chandraghanta Sukh Dhaam.
Purn Kijjo Mere Sabhi Kaam.

Chandra Smaan Tum Sheetal Daati.
Chandra Tej Kirano Me Smaati.

Krodh Ko Shaant Karne Vaali.
Meethe Bhol Shikane Vaali.

Mann Ki Maalak Mann Bhaati Ho.
Chandra Ghanta Tum Vardaati Ho.

Sundar Bhaav Ko Laane Vaali.
Har Shankt Me Bachane Vaali.

Har Budhvaar Jo Tujhe Dhaaye.
Shradha Sahit Jo Vinay Sunaaye.

Murti Chandra Aakar Bnaaye.
Sanmukh Ghee Ki Jyoti Jlaye.

Sheesh Jhuka Kahe Mann Ki Baata.
Purn Aas Karo Jagdaata.

Kaachipur Sthaan Tumhara.
Karanitka Me Maan Tumhra.

Naam Tera Ratu Maharani.
Bhakt Ki Raksha Karo Bhvaani.

!! Iti Maa Chandraghanta Aarti !!

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *